ek sadharan insaan jo janmanas ki sewa key sankalp key saath kaam karney ko nikla hai jisey parpanch bilkul pasand nahi jo vastwikta men jeeta hai har kadam par mrigmarichika jisey dikhai deti hai fir bhi sawdhani sey jeevan ki yatra men leen hun aap ka sahyog raha to kuch kar guzarney ka zazba rakhta hun